Micromax Canvas Fire 4 Me twrp Recovery Kese Flash Kre.
Hlo dosto.
Mene aapko is se phle ki post me bataya tha ki aapke pas MMX fire 4 phone hai to aap use root kese kre.
Aaj mai aapko bataunga ki Mmx Fire Me Twrp recovery kese flash kre.
Dosto recovery se mtlb hai ki aap usefull zip file bina PC ki help se khud hi flash kr skte hai or apne phone ko accha stylish kr skte hai.
*** Recovery Kya kya Kaam AA skti hai. ***
* Jaise ki koi zip file hai use aap PC se hi flash kr pate hai to aap use phone se bhi flash kr skte hai iske jariye.
* Aap recovery se ROM flash kr skte hai.
* Xpoesd installer Jo lollipop version me flash krna hota hai.root ke baad uski zip ko bhi flash kr skte hai.
Or bhi bhut kuch.
Trick start--
• Sab se phle to aapko aapka Phone root krna hoga.
Agr aapne aapka MMX(micromax) phone root nhi kiya to isko PDE or root kr le.
Must Read- Mmx Fire4 Root Kese Krte Hai.
• Agr aapka Phone phle se root hai to aapko step 1 ko ignore kr skte hai.
• I hope aapka Phone root ho chuka hai.
• Ab aap yha se is app ko download kre jiska name Rashr apk hai.
Download Here
• Download krne ke baad install kre.
• Ab app yha Se is recovery ko download kre. ( Most Important)
• Download Here
• Download krne ke baad aap isko memory me bahar hi rkh de Na ki kisi folder me.
• Rashr app ko open kre or Recovery From Phone select kre.
• file manager open hoga to us recovery IMG file ko select kre Jo aapne download ki thi jiska size 6mb hai.
•Click krne ke baad flash hone lagegi file for aap restart PE OK kr de.
Done.
Aapke MMX fire 4 me Twrp recovery flash ho chuka hai dosto. Ab ab iska maza le.
Agr kuch problem aaye to commnt kre mai help krunga.
Dhanybaad dosto:)

Comments
Post a Comment