Facebook Invisible Name Trick
Namskar Dear HindiTrick4U Readers..
Facebook ke baare me aapko acchi bhali jaankari hai.
Aap sab lagbhag lagbhag Facebook use krte hai dosto.
Lekin jaisa ki aapko pta hai ki technology ka zamana hai
Or har social site ke kuch khash tips or Tricks hote hai jinko aap use krna chate hai
Kyu ki dosto aisi tips or trick aap use krte hai to kuch alg type ka antar aata hai to normally other logo ke accounts etc. Se alg hota hai
Or aisi tips or trick se aaka impression bhi bad jaata hai or jaahir si baat hai ki log aap se puchte hai aisi tricks to aapka bahut accha feel hota hai.
To chaliye jante hai fb ke baare me kuch aisi hi tips and tricks..
Aaj mai aapko batane jaa rha hu ki aap fb pe invisible name id kaise bna skte ho.
Iske lie aapko Computer Ki Bhi jarurat Nhi Pdegi Dosto.
Aap is trick ko phone me use kr skte hi or apna facebook name invisible(अदृश्य) kr skte hai.
Chaliye jaante kaise Banate hai facebook par bina name ki id.?
•. Dosto agr aap New Account Banate hai to Aapko First Name or last name me ye Text Dalna hai.
ථජඣජ ථජඣ
•. Yha se is Text Ko Copy Kre Or First Or Last Name Me paste kr de Dosto.
•. Agr Aapka Fb Account 60 days old hai to bhi aap is Trick ko Use kr skte hai
Uske lie aapko krna ye hai ki..
Login kre facebook.com pe
Setting me privacy setting me jaye fir general setting me jaye.
Fir name pe click kre.
First or last name ko hta kr is text ko daal de
ථජඣජ ථජඣ
Or password dale or review pe kre then ak or page open hoga or ok kr de.
Lijiye dosto aapne bna li hai invisible facebook id.
Agr aapko koi Problem aati hai to comments kre friends.
Mai aapki help kro.
Agr post pansd aayi to like kre
Thanks
Comments
Post a Comment